Sapne hain aankhon me par neend kahin or hai..
Dil hai jism me par dhadkan kahi or hai..Kaise kre apna haal e dil byaan..
Jee rahe hain pr zindagi kahi or hai !!
![]() |
Aansu o ko yu hi tum ponchhte jaoge,
Yaadon me meri tum yunhi duubte jaoge,
Chhahkar bhi na hata paoge tasveer dilse,
In ankhon me chhupi tadap se tadap jaoge.
Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai,
Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main,
Ke Koi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai…
Nigahe milakar kiya dil ko zakhmi,
Adaye dikha kr sitam dhaa rahe ho,
Wafao ka khoob sila diya hai tune,
Tadap ta hua chod kr chale jaa rahe ho.
Kisi ki yaad kabhi Raz nahi hoti,
Waqt ki pahiye mai kabhi awaz nahi hoti.
Janay kab aapki yaad aa jayey,
Yaad kisi bahaney ki mohtaaz nahi hoti.
Chhahkar bhi na hata paoge tasveer dilse,
In ankhon me chhupi tadap se tadap jaoge.
Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai,
Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main,
Ke Koi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai…
Nigahe milakar kiya dil ko zakhmi,
Adaye dikha kr sitam dhaa rahe ho,
Wafao ka khoob sila diya hai tune,
Tadap ta hua chod kr chale jaa rahe ho.
Kisi ki yaad kabhi Raz nahi hoti,
Waqt ki pahiye mai kabhi awaz nahi hoti.
Janay kab aapki yaad aa jayey,
Yaad kisi bahaney ki mohtaaz nahi hoti.
Koi khud se bhi pyaara hota hai,
koi to dil ka sahara hota hai,jaruri nahi zindagi apne liye hi pyaari ho
zindagi me koi to zindagi se bhi pyaara hota hai..
बड़ी शिददत से चाहता हूँ की बस भूल जाऊं उसे
बस इस भूलने की जिद में वो भूली नहीं जाती हैएक पागल सी लड़की एक पागल उसके प्यार में,
ये दास्ताँ इ इश्क ऐसी जो बदले बदली नहीं जाती है.
प्यार से डंडा भी मारो तो होली लगती है
गुस्से से हाल भी पूछो तो गोली लगती हैअपनो के लिए कोई भी अंदाज चलता है
याद में गिरा दो आंसू भी समन्दर लगता है ..






0 comments:
Post a Comment